Khilte hain gul yahan by Zarnain Aarzoo

Khilte hain gul yahan by Zarnain Aarzoo

 Khilte hain gul yahan by Zarnain Aarzoo

Novel name _ Khilte hain gul yahan” published in Shua digest April 1996
Writer _ Zarnain Aarzoo
Pages _35

Nice old family story hai check🌹🌹

Heroin Maha ghar bhar ki ladli hai.Bhai ki shadi pe bht enjoy karti hai aur bhabi ki deewani hai jbke bhabi ko heroin ki la ubali aaditon se chir hojati aur apni married life mai heroin use aik kaante ki tarah lagti hai🙂

Hero Ayyaz bhabhi ka bhai hai🥰Jo out of Country se ata hai aur heroin ko pasand karne lagta hai pr heroin ki bhabhi dono mai villain ka kirdar ada karti hai🥀Halki phulki family story hai.

Happy ending hai♥️♥️👩‍❤️‍💋‍👨

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *