Bhanwar ka safar by Naeema Naz Sultan

Bhanwar ka safar by Naeema Naz Sultan

Bhanwar ka safar by Naeema Naz Sultan

Novlet name _ Bhanwar ka safar” published in Shua digest August 2011
Writer _ Naeema Naz Sultan
Pages _ 28

Heart touching see nice family story hai with mature writing must read 🌹🌹

Heroin Uzma 7 behan bhai hain maa ki death ho chuki.Heroin ki aik bari behan married hai jbke dusri ki shadi ki tayarian chal rahin.Heroin ki bari behan ki shadi bhi aik bache k bap se hui hoti aur ab dusri ka husband bhi married aur aik bache ka bap hai.

Heroin ko apne walid k faisle se ikhtilaf hai use lagta uski behnon k sath na insafi hui hai.Heroin ki aik behan ko csn pasand karta hai💕per uske parents badle mai apni beti ki shadi heroin k bhai se karna chahte.

Hero Ali heroin ka czn hai🥰Hero k parents ki death ho chuki bhai ki family k sath rehta hai.Achi story chalti hai 💕

Happy ending hai 🩷🩷

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *