Ishq roshen wasama complete by Ayesha Rana
Novel name _ Ishq roshen wasama” published in Hina digest October _ November 2019
Writer Ayesha Rana
Epi__1_2_ Complete
Khoon baha based story hai achi hai writing style mature nahi leyken achi Koshish hai wo check karen jinhen es types ki stories pasand hain ♥️🌹
Heroin Dil Afroz aur hero Fargham aik dusre ko pasand karte hain🥰 Heroin ke bhai se hero ke bare bhai ka zamino ko pani dene ke chaker mai jaghra hojata jismai hero ke bhai ka khoon hojata.Hero ka nikah khoon baha mai heroin se krdiya jata jahan hero ki mother heroin pe bht zulam karti hai.Hero ko study ke chaker mai shehar baij deti hain ta ke uska dil heroin ke leye moom na ho.
2nd story bhi esi gaon ki larki Sammi ki hai jiski mother Malkon ki Hawaili mai kaam karti hai wo bhi apni man ke sath waha jati.Malkon ka beta bht ayash hai wo uske sath misbehave karta hai.Sammi ko uski dost ka hhai pasand kart hai🌹
dono stories ki happy ending hai ♥️♥️👩❤️💋👨













Leave a Reply