Mohabbat aisa naghma hai by Kanwal Riaz
Novel name_ Mohabbat aisa naghma hai” published in Hina digest August 2008
Writer _ Kanwal Riaz
Pages _45
University based nice family story hai check karen 🥰🌹
Heroin Maryam Shah university mai parhti hai jahan uska 5 friends ka group hai🙂Hero Ali Shah bhi usi uni mai parhta hai.Sab doston ki nok jhok maze ki hai🙂
Heroin ki behan ki shadi hero ke taya zad se hoti hai😍Jahan dono ka amna samna hota hai achi story chalti hai🥰 Heroin ki dost aur hero k dost Haidar ki story bhi achi chalti hai🌹
Happy ending hai ♥️♥️👩❤️💋👨













Leave a Reply