Sagar piase reh gaye by Fatima Ambreen
Novlet name _ Sagar piyase reh gaye” published in Khwateen digest July 1997
Writer _ Fatima Ambreen
Pages_ 30
Revenge+ After marriage based heart touching c family story hai with mature writing must read 🌹😔🌹
Heroin Saba ke parents mai divorce ho chuki hai.Walid ki death ke bad heroin Taya ki family ke sath rehti hai.Heroin ki czn Shaheera us se bht jealous hoti hai.Shaheera ke mamu ka beta Bilal unke ghar study ke silsilay mai rehne aya hota.Bilal Shaheera ko pasand karta hai.Ye bht heart touching story hai😔
Hero Junaid Saba ke taya ke dost ka beta hai🥰Jo job ke silsilay mai kuch dino ke leye unke ghar rehne ata hai🥰Saba ko pasand karne lagta hai phir kese Shaheera sb ki zindagion mai zehar golti hai read karen😢
Hero heroin ki happy ending hai ♥️♥️👩❤️💋👨













Leave a Reply