Rahe naward e shoq by Sumaira Hameed

Rahe naward e shoq by Sumaira Hameed

Rahe naward e shoq by Sumaira Hameed

Published in Khwateen digest Sep 2017

Pages_ 48

Sumaira Hameed k es novel ki mai ny bht treef suni thi pr read first time kia bht unique nd heart touching story hai aik bilkul alag story must read krenā¤

Heroin Deena gaon k Naye ki beti hai jo shadion mai daigen pka kr ghr walon ka pait palta hai.heroin father ki help k leye shadion mai unke sath jati hai or ahista ahista wo b es kam mai mahir hojatišŸ™‚father ki achank death k bad heroin ese paishay k tor pr ikhtyar krti or bap ki trah mehndi shadi ki degein pakana start krti!šŸ˜

Aik newspaper mai Chef ka add dekh k apply krti jahan se use ye keh kr reject kr dya jata k use sirf desi khany pakany atay hn.masalon k English mai name nhi bta skti.heroin mayus ho ke wapis ati or jadojehd jari rakhti haišŸ’–

Chef bnny k leye jis idaray mai admission leti wahan use Burhan ki kin kin chalon ka samna krna parta jo k rich family se hota or father jany many Chef hotay.šŸ™‚bht hi mzy ki lagi mujhy Love story se hat k aik larki ki apnay muqam ko hasil krny ki koshesh.or es koshesh mai use kin kin mushkilat ka samna krna prta read kreā¤

Nice ending aik beautiful msg k sathšŸ’–šŸ’ā¤Insan ko himmat nhi harni chahye!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *