Shikast e shab by Freeda Ashfaq

Shikast e shab by Freeda Ashfaq

Shikast e shab by Freeda Ashfaq

Pages_696

Childhood nikah + university based nice old long novel hai with mature writing

must read ❤️❣️

Hero Shahzaib ki mother kafi rude c hain joint family mai rehna pasand nahi kartin unka ziada waqat apnay mayeke guzrta hai🙂Heroin Rani ke parents ke kafi arse tak aulad nahi hoti wo Shahzaib se apnay beton ki tarah piyar kartay hain.

Heroin ki pedaish ke bad Shahzaib ki mother apni family ke sath apnay mayke shift kar jati hain.Heroin ke father aur hero ke father(dono bhai) apas mai juray rehnay ke leye dono ka bachpen mai hi nikah krdetay hain🥰

Ab hero ke father ki wafat ke bad halat kafi badal chuke hain dono families mai narazgi hochuki hai.aur hero ke nanyal waly uskay dil mai dhadyal ke leye nafret bhr chuke hain eslye hero es rishtay ko qabool karnay se inkar krdeta😌

Heroin jis university mai parhti hai hero bhi wahi admission leta hai🙂 Heroin ko pta hai ke wo uska husband hai jbke hero es bat se bekhaber hai🥰bht piyara decent sa novel hai mazy ki story chalti hai💕Hero ki czn ki story bhi achi hai aur heroin ke bhai ka kirdar bhi bht funny sa hai mujhy bht pasand aya baqi sabki apni apni choice hai😍

Happy ending hai 💖💖👩‍❤️‍💋‍👨

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *